اقرأ باسم ربك الذي خلق

2 Jan 2018

Kya Farz Rozo Ki Qaza Se Pahle Nawafil Roze Rakhe Ja Sakte Hain?


Kya Farz Rozo Ki Qaza Se Pahle Nawafil Roze Rakhe Ja Sakte Hain?   



Saudi Majlis Ifta'


"Jisne apne upar Farz Rozo ki qaza se pahle Nafil roze rakhliye Fir Farz rozo Ki Qaza di toh uski qaza Kifayat kar li jayegi lekin munasib ye hai ki Pahle wo Farz Rozo ki qaza de Fir Nafli Roze rakhe kyuki Farz zyada aehem hain".


Fataawa al-Lajnah ad-Daa'imah lil-Buhooth al-'Ilmiyyah wal-Iftaa- 383\10.

•٠•●●•٠•