اقرأ باسم ربك الذي خلق

9 Jun 2018

Magrib Ki Namaz Ka Waqt


Shuru ka waqt: Jab Suraj Gurub Ho Jaye [[Sunan Abu Dawud, hadith- 396, Sahih by Albani]

Khatm waqt: Shafaq (Suraj ki Surkhee Ya Laalri) Khatm Hone Se Pahle Tak [Sunan Abu Dawud, hadith- 396, Sahih by Albani].

۩ Salama r.a. riwayat karte hain ke Nabi e Kareem ﷺ ke sath aftaab guroob hote hi magrib ki namaz adaa kar liya karte the.

Sahih al Bukhari: Times of Prayer, hadith- 561.

•٠•●●•٠•