Sawal - Mai ek khubsurat aur deendaar ladki se shadi karna chahta hu jise mai pasand bhi karta hu, lekin ye ladki mere rishte me phuphi ke bete ki beti hai. Usne mere chacha ki beti se shadi...
اقرأ باسم ربك الذي خلق
Showing posts with label Nikah. Show all posts
Showing posts with label Nikah. Show all posts
17 Apr 2025
27 Jan 2020
Naye Shadi-Shuda Jode ko Mubarakbaad Dene ka Nabawi Tarika

۩ Abu Hurairah r.a. riwayat karte hai,
Nabi ﷺ Shadi karne par jab kisi ko mubarakbaad dete toh farmate,
بَارَكَ اللَّهُ لَكَ وَبَارَكَ عَلَيْكَ وَجَمَعَ بَيْنَكُمَا فِي خَيْرٍ
(Barak Allahu...
11 Dec 2019
Khula ke Baad Iddat kaha Guzaare?

en -
Alhamdulillah..
Bunyadi usool ye hai ki jis aurat ka Talaq e ba'in (irrevocably divorced) hua hai ya jisne khula liya hai wo apni iddat maaike me guzaaregi. Lekin agar ye mumkin...
2 May 2019
Nikah Ke Din Dulhan Ka Safaid Rang Ka Libas Pahenna

en ur -
Shaykh ibn Uthaymeen se sawal kiya gaya:
Suhaag-raat me aurat ke liye safaid rang ka libas pahanne ka kya hukm hai agar yeh ilm ho jaye ke ye kuffar ke sath...
4 Sept 2018
Kya Nikah Ka Walima Karna Farz Hai ?

en ur -
۩ Anas r.a. riwayat karte hai ki RasoolAllah ﷺ ne Abd al-Rahmaan ibn Awf se farmaya, “Jaise ki tumne nikah kiya hai toh waleema karo khwah ek bhed se hi.”
Sahih...
7 Aug 2018
Dunya Ki Sabse Behtareen Khushi

en -
۩ Abdullah bin Amr r.a. riwayat karte hai ki RasoolAllah ﷺ ne farmaya, “Dunya ek aarzi (temporary) khushi hai, aur is dunya ki sabse behtareen khushi Ek Nek Biwi hai.”
Sahih Muslim,...
3 Jun 2018
Shauhar Aur Biwi Ka Ek Dusre Ko Ghusl e Janazah Dena

Shauhar ka Biwi ko aur Biwi ka Shauhar ko Ghusl e Janazah dene ki ijazat shariat ne di hai.
۩ Rasool Allah ﷺ ne Aisha r.a. se kaha ke ‘Agar tum mujh se pahle mar gaei’n to main tumhei’n ghusl...
6 Jan 2018
Halala

Halala Aise Nikah Ko Kahte Hai Jis Me Koi Admi 3 Talaq Wali Aurat Se Sirf Talaq Ki Niyat Se Nikah Wa Mubashart Karta hai Taaki Wah Aurat Pahle Shauhar Ke Liye Halal Ho Jaye. Ise Mansha Se Nikah Ko...
Khula’ Ki Taareef Aur Iska Tarika

Biwi mua'wiza dee kar alahida ho to ise Khula kaha jata hai. Is tarah qhawind mua'wiza lekar apni biwi ko chorde chahe wo ye maher jo ki qhawind ne dia tha wo ho ya isse zyada aur ya fir kam ho.
Iski...
5 Jan 2018
Nikah Ki Raat Do Rakate Padhna

Nikah Ki Raat Ko Do Rakat Namaz Kaise Padhi Jaye?
Alhamdulillah ..
Sabse pahle :
Kuch ulemao ne nikah wali raat me biwi se milne se pahle do rakat namaz padhna mustahab samjha hai,...
3 Jan 2018
Kya Nek Shareek e Hayat Ko Talash Karne Ki Koi Dua Hai ?

Kya Achi Biwi Ya Ache Khwaind Ke Husul Ke Liye Koi Khas Dua Hai? Kya koi ayat ya aisy dua hai jise hum mustaqbil me achi biwi ya khawind ki talash ke liye padhe? Aur wo koun koun si ashiya hai...
2 Jan 2018
Aurat Ke Liye Khawind Aur Waledain Maise Kis Ki Itaat Zyada Zaruri Hai?

Shaykh Ibn Taymiyyah rahmaullah se darje zail sawal kiya gaya,
"Ek aurat shadi shuda hai aur wo walidain ke hukum se nikal kar khawind ke hukum me achuki hai, iske liye walidain ki ita'at karna...
30 Dec 2017
Nikah me Ladki/Ladke ki Razamanddi

Nikah me Ladki/Ladke ki Razamanddi-
Nikah me ladka aur ladki dono ki razamanddi zaruri hoti hai.
Nabi (S.A.W) ka farmaan hai :
" Aurat ka nikah is ki ijazat ke bagair nahi kiya jayega "
kisi...
Nikah Me Wali Ki Ahmiyat

Wali ki Ahmiyat-
firstly-
Abu Musa Ashri r.a. byan krte hain ke Nabi ﷺ ne farmaya: "Wali ke bagair Nikah nahi hai.".
Narrated by Abu Dawood (2085), al-Tirmidhi (1101) and Ibn Maajah (1881)...
Subscribe to:
Posts (Atom)