اقرأ باسم ربك الذي خلق

23 Apr 2021

Apni Biwi Ko Kisi Aur Ka Mohtaj Na Banaye

Apni biwi ko kisi aur ka mohtaj na banaye. Har Mahine biwi ko zaati kharch lazmi diya karein.Hamare Muashre ke aksar gharo me ye muamla paaya jata hai ke agar biwi shauhar se jeb-kharch (pocket money)...
Read More »

17 Apr 2021

Kya Quran aur Sunnat Hidayat ke Liye Kaafi Nahi?

Alhamdulillah..Allah ki kitab aur Rasoolullah ﷺ ki sunnat ki roshni me toh yahi baat milti hai ki ye do chize ek insan ke hidayat ke liye kaafi hai. Lekin hamare muashre me aksar isse alag baat milti...
Read More »

14 Apr 2021

Immunity Booster Kaadha (Sardi. zukham, bukhar ke liye) Aur Shifayabi ke Liye Dua

۞ Kaadha banane ka Tareeqa1. Teen glass pani lein, usme ek spoon Kalonji ek spoon Ajwain aur 7 se 8 Tulsi ke patte shamil kar lein.2. Ek Spoon Haldi,7 se 8 long aur kali mirch aur ek Dalchini (Cinnamon)...
Read More »

Namaz e Witr ki Dua e Qunoot me Hath Uthaya Jaaye Ya Nahi ?

Namaz e witr ki Dua e qunoot me hath uthane ke bare me koi marfoo riwayat nahi hai lekin hadees ke kitabo me baaz Sahaaba e karaam r.a. ke aasaar milte hai. Islamic shariah me jab koi baat Rasoolullah...
Read More »

5 Apr 2021

Namaz ki Niyat Dil Se ya Zuban Se ?

hi   Kisi bhi Ibadat ki qubuliyat ka daromadaar uski niyat par hota hai isi wajah se Ummat e Muhammadiya ﷺ ki sabse unchi hadith ki kitab ki shuruat hi isi hadith se hoti hai ki Rasoolallah...
Read More »

31 Mar 2021

Paak Hone ke Baad Khoon ke Katre Aane Se Haiz Shumaar Nahi Hoga

Sawal: Maine Ramzan al mubarak ke chaar roze rakhe toh mujhe haiz aagaya, aur haiz khatam hone ke baad maine dobarah roze rakhna shuru kiye lekin khoon ke kuch katre aaye aur phir ruk gaye jab mai ghusal...
Read More »

28 Feb 2021

Pichle Haiz ke Hafte Baad Dobara Haiz Shuru Ho Jaana

Sawal: Maine hamal ki goliya (contraceptive pills) istemaal ki lekin inhe sahih taur par istemal na kar saki jis ki wajah se sabiqa haiz ke ek hafta baad phir haiz ka khoon shuru hogaya, toh kya is ka...
Read More »