۩ Jabir r.a. riwayat karte hai,Ham Nabi ﷺ ke sath jihaad me shareek the, Muhajireen badi tadaad me Aap ﷺ ke paas jama ho gaye. Wajah yeh hua ke Muhajireen me ek sahib badi hasi-mazak karne waale...
اقرأ باسم ربك الذي خلق
1 Sept 2021
24 Aug 2021
Tayammum karne ka Step by Step Tarika

hi Paani na milne ki soorat me (ya dusre haalaat jiski shariat ne ijazat di ho) paak mitti ko wuzu ya ghusl ki niyat karke apne haatho aur muh par malna tayyamum kahlata hai. Iska tarika...
23 Aug 2021
Bagair Jama Aurat ki Mani Kharij Hona

hi ur en Alhmdulillah..Jab jama (intercourse) ke bagair aurat ki mani kharij ho to use ghusl karna hoga, kyuki Rasool ﷺ ne aurat ko pani dekhne ki haalat me ghusl...
14 Aug 2021
Kya Ghusl ke Baad Wuzu Zaroori Hai ?

Sunnat ke mutabik ghusl karne ke baad alag se wuzu karne ki zarurt nahi hai. Ghusl ke wuzu ke sath hi namaz ya dusri ibadat ki jaa sakti hai, agar ghusl ke dauran ya uske baad apki wuzu tooti na ho.Jis...
10 Jun 2021
Zahni Beemari Eeman ki Kamzori Nahi Hoti

Alhamdulillah..Hamare muashre me logo me ye galat fahmi hai ki Zahni bimari ka matlab eeman ki kamzori hoti hai lekin ye haqiqat nahi hai.۞ Shaykh ibn Uthaymeen r.h. se pucha gaya,'Mai bahot taqleef,...
23 Apr 2021
Apni Biwi Ko Kisi Aur Ka Mohtaj Na Banaye

Apni biwi ko kisi aur ka mohtaj na banaye. Har Mahine biwi ko zaati kharch lazmi diya karein.Hamare Muashre ke aksar gharo me ye muamla paaya jata hai ke agar biwi shauhar se jeb-kharch (pocket money)...
17 Apr 2021
Kya Quran aur Sunnat Hidayat ke Liye Kaafi Nahi?

Alhamdulillah..Allah ki kitab aur Rasoolullah ﷺ ki sunnat ki roshni me toh yahi baat milti hai ki ye do chize ek insan ke hidayat ke liye kaafi hai. Lekin hamare muashre me aksar isse alag baat milti...
Subscribe to:
Posts (Atom)